21.
Lala ko mila ek phone number. Jisme tha ek recorded msg. “ek bhai apni behen ko tang karne wale ladke ko gaali maar raha hai”
Lala ne soch kya karun.. KYA
Haan idea… kisi ko bhejta hun yeh no.
Who laga sochne… kaun hai yahan sabse bada chutiya… HAAN ob Pissu!!!!! :D
Lala ne nikala apna phone and kar diya Pissu ko msg.
“Hey Pissu… I got a call from this no. “98********”. There was a girl speaking,, she wanted to talk to u urgently,, “
Yeh msg. dekh ka Pissu ki nikal padi.
Pissu – Ek ladki Pissu ke pyar me magan ho gayi hai.. HAI RABBA!!! Maza aa
So Pissu dials the no.
Pissu – Hello.
Girl – kaun bol rahe ho. Tum wahi ho na jo mera picha kar rahe ho?
Pissu – haaaaiinnnn???
Girl – tum mera peecha karma chor do plzz. Mereko tang mat kro. Mein aisi ladki nahi hun. Agar mere bhai ko pata chal
Then there was a voice from the background “kaun hai rekha,, kisse baat kar rahi ho?”
Girl – bhaiya dekho na,, yeh aadmi kitne din se mera peecha kar raha hai,, mereko tang kar raha hai..
Bro – La mujhe phone de… aur tu jaa yahan se ,, doosare kamre me jaa..
Girl – Yeh to bhaiya.
Bro – Haan bhai ab bol kya bol raha tha. Kaun hai be tu. Meri behen ko phone karta hai,, uska peecha karta hai.. madarchod, bina lubricant ke condom, 100 aadmiyon ki mehnat se nikle hue bharwe,, abe duniya ke saare
Pissu – aa aarrreey aa…. Aa aa aapko kkkkoi g gggalat famy ho gayi hai bhaisahab..
Bro – Abe galti mujhe nahi,,, jalti to tune kardi hai janam lekar.. tu to
(PHATTTT) he bangs the phone.
Pissu (crying) – HAI RABBA!!! :’( mummy papa… Pissu ko bacha lo,,, muje marna nahi hai… ab kya hoga.. matlab ki who Pissu ko maar dalega… nahiiiiinnn
So Pissu calls his father n tells him everything.
Pissu – Papa ab Pissu kya kare?? Wapas aa jaye??
Pissu’s dad – arey nahi kuch nahi hoga..
Pissu – ek
Pissu’s dad – Abey handset kyun change karega??
Then Pissu calls Prashant Sir
Pissu – hello sir
Prashant sir – haan Pissu bolo kya hua?
He tells everything.
Pissu – sir mein kya karun..
Prashant Sir – (kya chutiya hai yeh). Sun Pissu,, yeh sab bas koi joke hoga.. Aisa hote rehta hai,, chinta mat kar..
Pissu – Nahi sir who mereko maar dalega..
Prashant Sir – (who nahi to mein pakka maar dalunga,, itni raat me phone kiya hai). Arey dar mat don’t worry. Ab tu soja.. kuch nahi hoga.
So now Pissu goes n sleeps.
Next day in office.
Lala – Phone kiya tune.
Pissu – Arey bhaiya. Kiska no, tha,,, bahut gaali maari mereko n usne bola ki mereko maar dalega.
Lala – AHAHAHHAHAHHAHHAAHUHUHHHHHHUHUHIHIHIHIHIHIHIHIHI…
5 comments:
arey boss....abhi tak is blog mein jitne bhi post thi sab ek real and actual the, but this one seems to be little bit exaggerated...
this is a bit exaggerated... but it makes it more interesting..
n still after this we have to add some hypothetical incidents also,, so i doesn't make a difference.
lol .. pissu bechaare ka rape hi kr diya hia ismein toh .. hehehe.. n exaggerated kaunse parts hai ismein? main toh handset cahnge karne waala hia .. hehe.. tooo gud.. lol woh toh sahi hai naa?
haan haan woh sach hai... bas woh phone audio msg. thoda jada kar diya hai,, n ek ad cheez aur.. :P
This was the best of all.... too good..... I loved it since I was also involved in it.... Gr8 work guys.... all the posts are awesome.... and one thing imp Pissu ka kya reaction raha ye sab padh kar ya padhaya hi nahi.....
Post a Comment